Madehs by Shk Yasinali (Jamea ustaad)

Madeh 1

Madeh 1Madeh1-Pg2

[“Khuzaima Qutbuddin sharaf na saheb chhe, kaamil (perfect) chhe;
Aap na jaan ne hamesha burhanuddin maula par fida na karnaar chhe.
“Aap Saifuddin Taher Maula na shabeeh chhe, misal chhe..
“Ane aap Dai Mohammad ni khidmat ma
khaalis mohabbat na saathe jem aap khush thai ae misal amal karay chhe]

[“Aap itna kareem chhe, ke jo aap na nazdeek iva logo aave ke je aap nu fazal nai jaanta, Toh aap faqat ehne ‘assalaam’ ke chhe” (ya’ni naaraaz nai thaata)”]


Madeh 2 

Sayyedi wa Maulaya Fakhrul-Mawazeen Khuzaima Bhaisaheb Qutbuddin, tawwal allaho ‘umrahu ‘sh-shareefa ila yawm id-deen, ni Salgirah ni mubarakbadi ma:

Madeh 2 - Page 1Madeh2Pg2

1. mubarak ilmo hikmat ko, mubarak zohdo ‘iffat ko,
Mubarak tayyebiyya fatemiyya haq ki da’wat ko

2. farishta surato seerat, shabeeh saifedeen taher, Huway paida mubarak ye balandi aadamiyyat ko

6. mujassam ne’mate burhane dee ho aap ‘aalam mein Kiya hai haq ne yakjaa aap mein har ek ne’mat ko

7. ho mansure yaman ke aap ek nasrun min Allah aur Nishaane fath bhi ho aap burhane imamat ko

14. ae sultane mohammad ke sulaymaan qutbedeen aqa ‘ata ho maskane lutf aap ki ? namlat ko

15. salaam [Shk Yasinali nu takhallus] unke qadam ki khaak dasto rukh pe malta tha Mila ghurre mohajjal ho ke wo sab ko qiyamat ko

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *